Kya hum logo ko jeete jee sunn nai sakte unke marne k baad unka eshaas ho jana kafi hota hai
Jis tarfa unke kaam ko na sarhaya gaya jaise bakiyo ka utna hi unke mar jane pr unka majak bana dena kafi hota hai
Hum sbko is waqt ye samjhna zaroori hai ki kisi k marne pr kabar banana ya kuch keh dena bahut nai , ager hum kisi ki jaan bacha sake toh woh kafi hai
No comments:
Post a Comment